Best Allama Iqbal Poetry in Urdu | Urdu Shayari And Ghazal


Published: August 24, 2025


Introduction

Poetry in Allama Iqbal In Urdu which is a rich blend of Historic Islamic themes. Allama Iqbal is a very Famous poet in Urdu Shayari and Ghazal. Urdu poetry on Allama Iqbal and even decades after his death, readers continue to be moved by his words Allama Iqbal poetry in urdu personal growth and fulfillment while fighting for justice and freedom, Allama Iqbal poetry inspires millions of people all over world. Immerse yourself in the words of this legendary philosopher and discover the beauty of his vision for the Muslim world Explore the legendary works of Allama Iqbal Poetry in their original Urdu language.

Allama Iqbal Poetry with Picture

Allama Iqbal Poetry in Urdu

کہاں وفا ملتی ہے مٹی کے ان حسین انسانوں سے

یہ لوگ بغیر مطلب کے خدا کو بھی یاد نہیں کرتے

Kahan wafa milti hai mitti ke in haseen insaanon se,
Yeh log baghair matlab ke Khuda ko bhi yaad nahin karte

Allama Iqbal Poetry in Urdu

مت کیا کر اتنے گناہ توبہ کی آس یہ اکے انسان
بے اعتبار سی موت ہے نہ جانے کب آجائے

Mat kiya kar itne gunaah, tauba ki aas ye ae insaan,
Be-aitbaar si maut hai, na jaane kab aa jaaye.

Allama Iqbal Poetry in Urdu

سوسو امید میں بندھتی ہے اک اک نگاہ پر

مجھ کو نہ ایسے پیار سے دیکھا کرے کوئی

So-so umeed mein bandhati hai ek ek nigah par,
Mujhko na aise pyaar se dekha kare koi.

Allama Iqbal Poetry in Urdu

کہاں وفا ملتی ہے مٹی کے ان حسین انسانوں سے اقبال

یہ لوگ بغیر مطلب کے خدا کو بھی یاد نہیں کرتے

Kahan wafa milti hai mitti ke in haseen insaanon se,
Iqbal, yeh log baghair matlab ke Khuda ko bhi yaad nahin karte

Allama Iqbal Poetry in Urdu

ہوس نے کر دیا ہے ٹکڑے ٹکڑے نوع انسان

کو اخوت کا بیاں ہو جا محبت کی زباں ہو جا

Hawas ne kar diya hai tukde tukde nau-e-insaan ko,
Akhuwat ka bayan ho ja, mohabbat ki zubaan ho ja

Allama Iqbal Poetry in Urdu

عجب مزا ہے ، مجھے لذت خودی دے کر
وہ چاہتے ہیں کہ میں اپنے آپ میں نہ رہوں میں

Ajab maza hai, mujhe lazzat-e-khudi de kar
Woh chahte hain ke main apne aap mein na raho

Allama Iqbal Poetry in Urdu

مرے اشعار اے اقبال کیوں پیارے نہ ہوں مجھے

کو مرے ٹوٹے ہوئے دل کے یہ دردانگیز نالے ہیں

Mere ash’aar, ae Iqbal, kyun pyaare na hon,
Mere toote huye dil ke yeh dard angez naale hain.

Allama Iqbal Poetry in Urdu

سجدوں سے تیرے کیا ہو ا صدیاں گزر گئی

جو دنیا تیری بدل دے وہ سجدہ تلاش کر

Sajdon se tere kya hua, sadiyan guzar gayin,
Jo duniya teri badal de, woh sajda talaash kar

Allama Iqbal Poetry in Urdu

کسی کو گھر سے نکلتے ہی مل گئی منزل

کوئی ہماری طرح عمر بھر سفر میں رہا

Kisi ko ghar se nikalte hi mil gayi manzil,
Koi hamari tarah umr bhar safar mein raha.

Allama Iqbal Poetry in Urdu

مت پڑھا کرو اتنے غور سے میری تحریروں کو

کچھ یاد رہ گیا تو مجھے بھول نہیں پاؤ گے

Mat parha karo itne ghor se meri tehreeron ko,
Kuch yaad reh gaya to mujhe bhool nahin paoge

Allama Iqbal Poetry with Text

مانا کہ تیری دید کے قابل نہیں ہوں میں
تو میرا شوق دیکھ مرا انتظار دیکھ

Mana ke teri deed ke qabil nahin hoon main,
Tu mera shauq dekh, mera intezaar dekh

خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے
خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے

Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehle,
Khuda bande se khud pooche bata teri raza kya hai

ہزاروں سال نرگس اپنی بے نوری پہ روتی ہے
بڑی مشکل سے ہوتا ہے چمن میں دیدہ ور پیدا

Hazaron saal nargis apni be-noori pe roti hai,
Bari mushkil se hota hai chaman mein deedawar paida

تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیرا
ترے سامنے آسماں اور بھی ہیں

Tu Shaheen hai, parwaaz hai kaam tera,
Tere samne aasmaan aur bhi hain.

نہیں تیرا نشیمن قصر سلطانی کے گنبد پر
تو شاہیں ہے بسیرا کر پہاڑوں کی چٹانوں میں

Nahi tera nasheman qasr-e-sultani ke gumbad par,
Tu Shaheen hai, basera kar pahadon ki chattanon mein

ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں
ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیں

Sitaron se aage jahan aur bhi hain,
Abhi ishq ke imtihaan aur bhi hain.

اپنے من میں ڈوب کر پا جا سراغ زندگی
تو اگر میرا نہیں بنتا نہ بن اپنا تو بن

Apne man mein doob kar paa ja suraagh-e-zindagi,
Tu agar mera nahin banta na ban, apna to ban.

ترے عشق کی انتہا چاہتا ہوں
مری سادگی دیکھ کیا چاہتا ہوں

Tere ishq ki intiha chahta hoon,
Meri saadgi dekh, kya chahta hoon

Conclusion

I hope you like this poetry. Allama Iqbal was a very famous poet who did a lot.The whole world loved his talent, his emotions, his thinking.






Majid Aslam Avatar
Majid Aslam

Majid Aslam is a heartfelt poet and the creative voice behind Poetry My Life (PoetryMyLife.com). Through his words, he captures emotions, love and life's fleeting moments, inviting readers to pause and feel deeply. His poetry is a mirror to the soul simple, raw and profoundly relatable.


Please Write Your Comments
Comments (0)
Leave your comment.
Write a comment
INSTRUCTIONS:
  • Be Respectful
  • Stay Relevant
  • Stay Positive
  • True Feedback
  • Encourage Discussion
  • Avoid Spamming
  • No Fake News
  • Don't Copy-Paste
  • No Personal Attacks
`