Heart Touching Sad Poetry in Urdu – Emotional Shayari 2025
Published: June 5, 2025
Embrace the emotionally moving world of Urdu sad poetry which is infused with sorrow, capturing authentic emotions. Our collection features heart-wrenching Urdu Shayari, heart touching emotions, the agony of love, separation and loneliness is bound to resonate with every individual.
From timeless masterpieces by Mirza Ghalib and Allama Iqbal to contemporary works of modern poets, these Sad Urdu poems have the power to strike a chord with anyone. Be it 2 line sad poetry, melancholic ghazals, poetry of reflection or shayari that touches the struggles of life, our collection of Urdu poems caters to those seeking to voice their feelings with the best sad shayari in Urdu.
Let the heartbreaking Urdu verses embrace your lost soul, comfort your soul and soothe your inner rage. Find now the words which are bound to speak to your pain.
Heart Touching Sad Poetry in Urdu

تھا لطف جن سے زندگی میں
خیر چھوڑو ! وہ تعلقات اب مر گئے
Tha lutf jin se zindagi mein, khair chhod do!
Wo talluqaat ab mar gaye…
Wo rishte the, jinhe hum ne jaan samjha tha, Aaj woh laash ban kar, mitti mein mil gaye…

اکیلے پن نے بگاڑی ہیں عادتیں میری
وہ لوٹ آئے تو ممکن ہے سدھر جائو
Akele pan ne bigaadi hain aadatein meri,
Woh laut aaye to mumkin hai sudhar jaaye…
Aadat burai nahi thi, bewafai ne badal di,
Ab usk ki kami bhi ek aadat ban chuki hai…

محبت اگر سچی ہو تو پھر کچھ پوچھا نہیں جاتا
آپ میرے پاس آگئے ! جی میں آپکی ملکہ حاضر
Mohabbat agar sacchi ho to phir kuch poocha nahi jata…
Aap mere paas aa gaye! Ji mein aapki mulakaat hazir.
2 line Heart Touching Poetry

نہیں ہوتی ہے کسی کو کسی سے محبت بس اچھے سے
بہتر ، اور بہتر سے بہترین تک تم ساتھ ہو
Nahi hoti hai kisi ko kisi se mohabbat bas
Achay se behtar, aur behtar se behtareen tak
Tum saath ho…
Pyaar toh har koi kehta hai par
Mera har din tumhare saath
Achay se behtar hota hai..

بظاہر تو راضی ہو تیری رضا میں اے خدا !
مگر عادتاً سوچتا ہوں ،کاش وہ ساتھ ہوتا تو کیا ہوتا
Bazahir to raazi hoon teri raza mein ae Khuda!
Magar aadatan sochta hoon, kaash wo saath hota to kya hota.

پچھلا برس بڑا ہی طویل رہا یاروں
میں بوڑھا ہو گیا ہوں اسی اک سال میں
Pichla baras bara hi taweel raha yaaron,
Main budha ho gaya hoon isi ek saal mein…

یہاں حسن تمام ہوا
یہاں سے آغازے وفا ہے
Yahaan husn tamaam hua,
yahaan se aaghaz-e-wafa hai.

اکیلے پن نے بگاڑی ہیں عادتیں میری
وہ لوٹ آئے تو ممکن ہے سدھر جائو
Akele pan ne bigaadi hain aadatein meri,
Woh laut aaye to mumkin hai sudhar jaaye…
Wo jo chale gaye the, aadaton ko saath le gaye,
Ab unka waapsi hi asal mein khud ka waapsi ho gaya.
Heart Touching Sad Poetry in Text
گھیر لیتی ہے سر شام اداسی ایسے
گاؤں کی آخری بس چھوٹ گئی ہو جیسے
Gher leti hai sar-e-shaam udaasi aise,
Gaon ki aakhri bus chhoot gayi ho jaise…
تم سے ملنے کی دیر ہے جاناں
زندگی مجھ میں لوٹ آئے گی
Tum se milne ki der hai jaanan,
Zindagi mujh mein laut aaye gi…
دعاؤں میں میرے کوئی کمی تو نہیں تھی یا رب
کیا مجھ سے بڑھ کر بھی کسی نے مانگا تھا اسے
Duaaon mein mere koi kami toh nahi thi ya Rab,
Kya mujh se badh kar bhi kisi ne maanga tha use…
مکمل صرف کہانیاں ہوتی ہیں
محبتیں ہمیشہ ادھوری رہ جاتی ہیں
Mukammal sirf kahaniyan hoti hain,
Mohabbatein hamesha adhoori reh jaati hain…
آج سارا دن اداس گزرا
ابھی رات کا عذاب باقی ہے
Aaj saara din udaas guzra,
Abhi raat ka azaab baqi hai…
میں دیواروں پر تمہارے عکس بنا کر
تم سے اپنی مرضی کے جواب سنتا ہوں
Main deewaron par tumhare aks bana kar,
Tum se apni marzi ke jawab sunta hoon..
پتہ نہیں ہوش میں ہوں یا بے ہوش ہوں
مگر بہت سوچ سمجھ کر خاموش ہوں
Pata nahin hosh mein hoon ya be-hosh hoon
Magar bohot soch samajh kar khaamosh hoon
کب سے اپنی نئی تصویر نہیں بنائی ہم نے
عرصہ ہوا خود کو اچھے نہیں لگے ہم
Kab se apni nai tasveer nahin banai hum ne
Arsa hua khud ko achhay nahin lage hum
باہر سے بہت سے روپ بدلے میں نے
مگر اندر سے آج بھی سنسان ہوں میں
Baahir se bohot se roop badle maine
Magar andar se aaj bhi sunsaan hoon main
اداس تھے وہ پرندے بھی جو کل شام کو لوٹے تیرے شہر سے
شاید ان کو بھی منزل نہ ملی ہم بدنصیبوں کی طرح
Udaas the woh parinday bhi jo kal shaam ko lautay tere shehar se
Shaayad unko bhi manzil na mili hum badnaseebon ki tarah
دل کو تیرے دیدار کی آس رہتی ہے
ان نظروں کو تیری صورت کی پیاس رہتی ہے
میرے پاس کسی چیز کی کمی تو نہیں دوست
مگر تیرے بغیر زندگی اداس رہتی ہے
Dil ko tere deedaar ki aas rehti hai
Un nazron ko teri soorat ki pyaas rehti hai
Mere paas kisi cheez ki kami to nahin dost
Magar tere baghair zindagi udaas rehti hai
تنہائی کسی کا انتظار نہیں کرتی
قسمت کبھی بے وفائی نہیں کرتی
اس سے جدائی کا اثر ہے ورنہ
پرچھائیں کبھی جسم پر وار نہیں کرتی
Tanhaai kisi ka intezaar nahin karti
Qismat kabhi bewafai nahin karti
Us se judaai ka asar hai warna
Parchhaai kabhi jism par waar nahin karti
Very Sad Poetry in Text
ہر بار بچھڑنے پہ تیرے پاؤں پڑا میں
اے شخص تجھے اس بار دل سے خدا خافظ
Har baar bichhadne pe tere paon pada main
Ae shakhs tujhe is baar dil se Khuda Hafiz
تراش لیتی ہوں لفظوں سے لوگوں کے دلوں کو
میں نے یہ ہنر بہت ٹھوکروں کے بعد سیکھا ہے
Taraash leti hoon lafzon se logon ke dilon ko
Maine yeh hunar bohot thokron ke baad seekha hai
منہ پھیرنے سے پہلے ذرا یہ تو سوچتے
آیا تھا تیرے پاس میں کس کس کو ٹال کر
Munh phairne se pehle zara yeh to sochte
Aaya tha tere paas main kis kis ko taal kar
Conclusion
Heart-touching sad poetry in Urdu speaks to the soul blending pain and beauty in every verse. Urdu Sad poetry beautifully captures the pain of love, loss and longing. Let these heart-touching shayari lines heal your heart with their Pain, emotional power.

- Be Respectful
- Stay Relevant
- Stay Positive
- True Feedback
- Encourage Discussion
- Avoid Spamming
- No Fake News
- Don't Copy-Paste
- No Personal Attacks

- Be Respectful
- Stay Relevant
- Stay Positive
- True Feedback
- Encourage Discussion
- Avoid Spamming
- No Fake News
- Don't Copy-Paste
- No Personal Attacks