Munafiq Poetry – Best Shayari About Fake People


Published: June 6, 2025


Who is a Munafiq? A Munafiq is one who says one thing on his face and another behind his back. You will find the Munafiq poetry to be such an interesting that will touch your heart. I have brought you a very powerful and Munafiq Poetry in urdu. So without wasting time, let’s start Munafiq Poetry for you.

Munafiq Poetry in Urdu

Munafiq poetry

وقت خراب ہوا ہے میعار نہیں

منافق چھوڑ رہے ہیں یار نہیں

Waqt kharab hua hai, mayaar nahi
Munafiq chhor rahe hain, yaar nahi.

Munafiq poetry

مسکرا دیتا ہوں جب سوچتا ہوں
کہ منافقوں کے ساتھ بھی مخلص رہا ہوں میں

Muskura deta hoon jab sochta hoon
Ke munafiqon ke saath bhi mukhlis raha hoon main.

Munafiq poetry

ہم سادہ لوگ تھے۔
ہم سے سنبھالے ناگئے منافقت کے رشتے

Hum saadah log the,
Hum se sambhaale na gaye munaafiqat ke rishte.

Munafiq poetry

سچا انسان جذباتی ضرور ہو تا

مگر منافق نہیں

Sacha insaan jazbaati zaroor hota hai,
magar munafiq nahi.

Munafiq poetry

سب سے بڑا بد بودار اور منافق انسان وہ ہے
جو آپ سے فائدہ بھی اٹھائے اور پھر آپکی مخالفت بھی

Sab se bada badbudar aur munafiq insaan woh hai
jo aap se faida bhi uthaye
aur phir aapki mukhalifat bhi kare.

Munafiq poetry

منافقت منہ کی بدبو جیسی ہوتی ہے
اپنی کا پتہ نہیں چلتا دوسروں کی بری لگتی ہے

Munafiqat munh ki badboo jaisi hoti hai,
Apni ka pata nahi chalta, doosron ki buri lagti hai.

Munafiq poetry

اگر میں بد دماغ ہوں تو مجھ سے مت ملا کرو

منافقوں سے یوں بھی میری آج تک بنی نہیں

Agar main bad-dimaag hoon to mujh se mat mila karo,
Munafiqon se yun bhi meri aaj tak bani nahi.

Munafiq poetry

اکثر لوگ منافقانہ رویہ انہی لوگوں کے ساتھ رکھتے ہیں
جو ان کے ساتھ مخلص رہتے ہیں

Aksar log munafiqana rawaiya unhi logon ke saath rakhte hain
Jo un ke saath mukhlis rehte hain.

Munafiq Dost poetry

Munafiq poetry

سو دوستوں سے وہ ایک دن اچھا ہے جو دل میں نفرت تو رکھتا ہے
مگر منافقت نہیں۔

So doston se woh aik dard

achha hai jo dil mein nafrat to rakhta hai,
Magar munafiqat nahi.

Munafiq poetry


منافق لوگوں سے سنجل کر رہیں یہ پہلے تو رو رو کر آپ
دکھ پوچھیں گے پھر ہنس ہنس کر لوگوں کو بتائیں گے

Munafiq logon se sanjhal kar rahain, yeh pehle to ro ro kar aap
Dukh poochhenge, phir hans hans kar logon ko batayenge.

Munafiq poetry

عجیب دنیا ہے یار جس کے لیے
مخلص رہو وہی منافق نکل آتا ہے

Ajeeb duniya hai yaar jis ke liye
Mukhlis raho wohi munafiq nikal aata hai.


زندگی کے اداس لمحوں میں
بے وفا دوست یاد آتے ہیں

Zindagi ke udaas lamhon mein
Bewafa dost yaad aate hain.


قریب سے اجنبی بن کر گزرا ہے وہ شخص
جو دور سے پہچان لیا کرتا تھا

Qareeb se ajnabi ban kar guzra hai woh shakhs
Jo door se pehchaan liya karta tha.


Munafiq Poetry in Text for SMS

وہ جسے سمجھا تھا زندگی میری دھڑکنوں کا فریب تھا
مجھے مسکرانا سکھا کے وہ میری روح تک کو رلا گیا

Woh jise samjha tha zindagi meri dhadkanon ka fareb tha
Mujhe muskurana sikha ke woh meri rooh tak ko rula gaya.


کتنی شدت سے چاہا تھا میں نے اس کو
کوئی دشمن بھی ہوتا تو نبھاتا عمر بھر

Kitni shiddat se chaaha tha maine usko
Koi dushman bhi hota to nibhaata umr bhar.


جو کہتے تھے کہ کون ہے میرا تیرے بغیر
آج کل اس بےوفا کے میسج بھی نہیں آتے

Jo kehte the ke kaun hai mera tere baghair
Aaj kal us bewafa ke message bhi nahi aate.


اتنی جلدی چھوڑ کر چل دئیے صاحب
ابھی ہم اجڑے ہیں مرے تو نہیں

Itni jaldi chhod kar chal diye sahib
Abhi hum ujhrey hain, mere to nahi.


Munafiq Poetry for 2 lines

بس اک بات نے مجھے رولا دیا
کسی اور کے لیے اس نے مجھے بھلا دیا

Bas ek baat ne mujhe rola diya
Kisi aur ke liye usne mujhe bhula diya.


اس کے لہجے کے بدلنے کی کہانی کو سمجھ کر
اب بھی اے دل اسے چاہو تو تمہاری مرضی

Us ke lehje ke badalne ki kahani ko samajh kar
Ab bhi aye dil use chaho to tumhari marzi.


یاد کرو گے ایک دن مجھے یہ سوچ کر
کیوں نہیں قدر کی میں نے اس کے پیار کی

Yaad karo ge ek din mujhe yeh soch kar
Kyun nahin qadar ki maine us ke pyaar ki.

I hope you’ve liked these Munafiq Poetry

Conclusion

At the end, Always avoiding Munafiq I hope you like my Munafiq poetry.

Thank you so much





Majid Aslam Avatar
Majid Aslam

Majid Aslam is a heartfelt poet and the creative voice behind Poetry My Life (PoetryMyLife.com). Through his words, he captures emotions, love and life's fleeting moments, inviting readers to pause and feel deeply. His poetry is a mirror to the soul simple, raw and profoundly relatable.


Please Write Your Comments
Comments (0)
Leave your comment.
Write a comment
INSTRUCTIONS:
  • Be Respectful
  • Stay Relevant
  • Stay Positive
  • True Feedback
  • Encourage Discussion
  • Avoid Spamming
  • No Fake News
  • Don't Copy-Paste
  • No Personal Attacks
`